Khushi ke darbar me jab bhi ye dua mangi, har khushi tumhe mil jaaye, Meri jindagi tum jiyo, aur tumhari maut hum mar jaaye.
Kabhi to ye dil jarur rota hai, Jab koi apna dil se dur hota hai. Kambakht ye aankhe, Dil se jyada inka kasur hota hai.
Bandh aankho me bus sapne hote hai, Duniya me bahut kam log apne hote hai. Apne hi jab bhul jate hai, To lagata hai, sapne to bus apne hote hai.
Ye jindagi na jane kitane mod deti hai, Har mod pe nayaa sawaal deti hai. Dhundhate rahate hai hum jawaab jindagibhar, Mil jaaye jawaab to vo sawaal badal deti hai.
Maut dekar mujhe kya samajati ho, Dur najarese teri chalaa jaunga. Chita jalegi to dhuva banakar, Chaand ke pas hi nazar aunga.
Dil gam ke saagar me dubkar bhi, Yeh pyaar usise karata hai. Phulonse jakhma khane ke baad bhi, Dil yaad unhiko karata hai.
Chandani chauk ka fawaraa naa hotaa, India gate ka nazaaraa na hotaa, Fashion ne ladakiko bigada naa hotaa, To aaj India ke ladake aawaaraa naa hote.
Jise sunkar sabka dil jhum uthe, Us shayar ki gazal ho tum. Jise dekh bhavare Gungunaanaa bhul jaaye, Wo khilta hua kamal ho tum.
- Posted by Rahul Dwivedi
Other Articles :

1 comment:
Hi friend Nice shayariees
Post a Comment